Islamabad (web desk ) fedral board of raniyo (FBR) nay mulki tarikh may phali martaba mohsolat ki mud may 7 thousands arab rupees akhtay kar liya hain .
Samaji rabtay ki web site twiter per wazir khazna ishaq dar nay batya kay FBR nay 26 june tak mahsolat ki mud may 7 thousands rupees akhtay kar liya hain .
Ishaq dar ka khahna tha kay 30 june tak tax wasoliyon may mazid azafa ho ga .
Allhamdulliha !
Pakistan ki tarikh may phali martba fedral board of raywniyo .
26 june tak mahsoliat ki mad may 7000 arab rupees akhta kar liya ha .
30 june tak is may mazid azafa ho ga . Inshahllah!
Dosery janab gushita roz komi bachat scme kay thaht shariyat kay mutabik masnoat mutarif karwanay ki takrib say khtab kartay howay wazir khazna iskaq dar ka khahna tha kat 1 july say 14 islami bachat scamey mutarif karay gay .
Wazir khazna ishaq dar nay khah kay pakistan kay mushi nazam ko sod say pak karnay kay liya ikdmat kar rahay hain , 1 july say nesstional swegs ki 4 nei produts lounch kar rahay hain , bachat may khah tha kay 30 june tak nei produts lounch karay gay .