Islamabad ( khbaray digital) army chife genral saeed asam munir nay khah kay humay khabi umid ka damen nahi chorana chahiya , humary musharti zamadary ha kay hum mil kar mulki mushait ma apna kardar ada karay.
Pakistan minral semat say khatab kartay hoay genral asam munir nay khah kay hukhmat pakistan nay tamam adaryo kay sath mil kar special investement fascilition konsal ( SIFC) kay kayam ko yakini banana jo kay tamam sharakat daro ko ak pleat farm per lata ha , pakistan ka phala minral semat pakistan may mulki sarmayakaryo ko asan karabar kay nay asool waza karta ha.
Army chife nay khah kay hum asay sarmaya kar dost nazam ko yakani banay gay jis may asan shariat or ghar zarory altwa say bacha ja sakay , humary mulak may majod kankani kay wasi muyakay ha jo kay mustraka kawashio say amal pazir lay jay gay , madniyati practice awam ki tarkib ka zina ha.
gental munir asam nay khah kay apnay mulak per nazar dalay baraf push pharoyo say lay kar sharayo ki wast tak or shali pati say madani alakon tak is sarzameen may kya kuch nahi humary sarzameen bhut say madnyat mazeen ha or is shalyat ko mukmal trakiya say istmal may ianay kay liya hum barani sarmayakaro ko dayat datay ha kay pakistan may chupy khazanyo ki daryft may apna kardar ada karay .
apnay khatab kay darmyan army chife genral asam muner nay quran karim kay sorat bakra ki ayat 155 or 159 ki tlayat ki jis ka tarjama ha "or hum zaror tumhay khuf or bhuk or jaan o mall o samrat say azmay gay , in per jab koi mushayat perti ha to khatay ha ba shak hum allah ki taraf say ha or hamay isi ki taraf lot kay jana ha."
genral muner asam nay mazeed khah kay aghar humara ya mustraka azam raha to pher asman ki bulndiya hamari had or is ki wasitaya hamari muntazer ha , army chife nay qurani hawla day kar wazya kiya kay allah in ki madd karta ha jo khud apni madd ap kartay ha , aunoho nay brak gold kay CEO or presediant mark barsto or sodi maiting minister injener khalid bin salah al mudafir or diger sarmayakaro ka shukariya ada kiya .
khtab kay akhar may genral asam muner nay allamaqbal shar bhi parah:
teray darya may tofan kue nai ha.
khudi teri muslmakue nai ha.
abas ha shikwa takdriwaza
to khud takdrizwa Q nai ha.