Chief justice Umer atta bandyal nay khah ha kay ma kabi nahi chaho ga kay is mulak ki fog apnay shahriyo per bandok authay , fog sarhadyo ki muhafiz ha , 9 may ko jo kuch hoya wo bhut sangida ha.
suprem court may aj foji adalato may shario kay trail kay khalaf application per samat hoi .chief justice umer atta bandyal ki sarbrahi may 6 rukni larger blakhach nay fogi adalato may sawilans kay khalaf application per samat ki.
duran samat wakeel atraz ahassan nay suprim court say affisonal secrat act may tarmim perwaz notice lanay ki istda ki . aunoho nay khah kay affisonal secrat act may tarmim ki gai ha khofiya agensiyo ko ksi bi place read karnay or graftari karnay ka akhtayar kiya gaya ha nay kannon kay mutabik baghair search warent ksi kay ghar bi ghusa ja sakta ha.
atraz ahassan ka khana tha kay nay kanon kay mutabik khofia adaray kasi bi waqat ksi ki bi talashi lay saktay ha. khofia ajensiyo ko bghar warent talashi ka hak kanon sazi kay zariya diya gaya ha. kanao say to la mahdod adaray somp diya gay ha .adalat kay siner afser kay tor per khud notce lanay ki istda ki ha.
is mukay per atarani genral nay dalil ka agaz kartay hoya khah kay matwazi adality nazam say matalik dalial do ga.layqiat husain kase may mukamal bhas sol kay jurim say mutalik thi. in afrad ko affsional secrat act kay secion to di one kay thaht charge kiya giya.
samat kay doran justice malib akhtar nay remarks datay hoya khah kay FB ALI case kay mutabik act kay thaht charge per court marshal ho ga. adaliti nazir ko dakha jay to affsional secrat act ki dafet graftar afrad per nahi lagatay. abhi ti bunidi ansani hakok ki baat per hum aie hi nahi.
diran samat chief justice atraz hassan say istashar kiya kay affsional secrat act bill ha. ya kanon? dakhay parliment ka dosra awan kya karta ha. humay zayda elim nahi lakin sarif akhbar may parha ha larger blakig ka fasla ha kay akala chif justice az khud notce nahi lay sakta. khush kismati say bil abhi abhi ak awan may zaray bhas ha.
samat kay doran wakeel latif khusa nay adalat say durkhwsat kartay hoy khah kay sarif ak istda ha kay is case ka isi haftay fasla karay. latif kousay ki istada perchief justice kay remarks diya kay ak sathi nay apni naghuzair zati wajohat ki bunyad per ak month kay liya chuti per jana ha . janatay ha kay mulak or is adalat may muskhal wakat chal raha ha.
chif justice nay mazid khah kay jhah tak mera talak ha .raat 8 bajay tak bathata ho, adaliti chutiya ha or blakig may shamil kuch jajis nay ak bi din ki chuti nahi ki .takniki tor per adaliti chutiya 3 month ki ha lakin hum one month ki chutiya karanay ka fasla kar chukay thay .
badzay miltry courts may shahriyo kay trail kay khalif case ki samat ghar mana mudat tak maltvi kar di gai chief justice nay khah kay 2 haftay tak foji adalato kay khalaf case ki samat mumkin nahi.