Islamabad (khabray digital) suprem kourt of pakistan nay chairmen pakistan tharikay insaf (PTI) kay khalaf tusa khana case ka trial roknay ki application wapas lanay ki bunyad napta di .
suprem kourt kay three rukni bakhj nay apnay faslay may khah kay trial kourt high kourt kay hatmi faslay tak tusa khana case ka fasla nahi kar sakti.
doran samat chairmen PTI kay wakeel khuja haras nay adlat ko batya kay gushita roz islamabad high kourt nay mutadad applications per fasla mahfoz kiya tha ,jo aj matwaka ha
blakhj kay sarbrah justice yahya afreedi nay chairmen PTI kay wakeel say istafsar kiya kay ap is adlat say kya chatay ha jiss per khawaja haras nay khah kay fihal hum is adlat say fasla nahi chayia , islamabad high kourt ka fasla anay per humay is case per suprem court ka fasla darkar nahi ha.
alaction kammision nay dono frakeen say poucha kay kya case ko napta diya jay jis per alaction kammision kay wakeel amjad perwaz or chairman PTI kay wakeel khawaja haras nay amadgi ka izhar kiya
alaction kammision kay wakeel ki janab say case ko kharaj karnay ki istda ki gai . jisay adlat nay manzor nahi kiya jab kay khawaja haras nay khah kay tusa khana case may aj jo bayan record honay ha jis per adlat nay khah kay wo fihal is case may koi huknama jari nahi karna chahiya.
justice yamya afreedi ka khahna tha jab apnay wakat per appliya is case may aie gi to is mamlay ko dakha jay ga.jis kay bad adlat nay tusa khana case say mutalik appliyo ko napta diya.
bakch tabdeel:
kabal azay suprem kourt nay tusa khana case ki samat karnay wala bakch tabdil kiya tha.
justice muzihari nakwi ki place justice hassan azar razwi ko bakch may shamal kiya giya . suprem kourt nay bakch tabdali kay bad nai kaz list jari kar di , justice musrat balili safoi bakch ka hasa thi.
justice yamya afreedi ki sarbrahi may three rakni safoi bakch nay chairmen PTI kay khalif tusa khana case ki samat ki .
yad rahay kay chairmen PTI nay tusa khana case say mutalik islamabad high kourt may bi apil wair kar rakhi ha , jab kay tusa khana case ki samat sessaion adlat may bi zaray samat ha.