Karachi ( khabray digital ) turkiya kay naib sader jodat yalmaz nay khah ha kay wakat kay sath sath pakistan, turkiyay kay talokat mazbot say mazbot ho rahay ha , mujada halat may pakistan or turkiyay kay talokat mazid ahmiyat hasal kar gay hain .
Jodat yalmaz nay khah kay khushi ha kay pakistan or turkiyay ki hukumat or awam nay hamsha ak dosray ka sath diya , maljm class ki ffour , akhari fragryat ki alanching takrib may sharik ho gay .
turkiyay kay naib sadr nay bajor damakhay ki mazmat , bay gunah jano kay zaban per izhar afsos kiya , aunoho nay khah kay turkiya or pakistan kay awam her sukh dukh may ak dosray kay sath kharay hain .
Jodat yalmaz nay khah kay turkiya or pakistan ko sarhad par dahshat gardi ka samna ha, turkiyay dahshat gardi kay khalaf 40 years say lar raha ha.
Naib sadr ka khana tha kay her trah ki dahshat gardi ki mazmat kartay hain , ya almi aman kay liya khatra ha , aunoho nay khaha ha kay salab may jhah turkiya nay pakistan ki madat ki , wahi zalzlay may pakistan ka tawan shamil tha.